Manzilein bhi us ki thi, Rasta bhi us ka tha,
Ek main akeli thi Kaafilaa bhi us ka tha,
Saath saath chalne ki soch bhi us ki thi,
Phir rasta badalne ka faisla bhi us ka tha,
Aaj kyun akeli hoon Dil sawal karta hai,
Log to usi ke the Par kya Khuda bhi us ka tha,
Har raasta bhi us ka tha, har faisla bhi us ka tha..
Log bhi usi ke the shayad Khuda bhi us ka tha…
aur kya karoon bayan, apni barbadiyon ka aalam..
ki Jo ab sawal karta hai..ye Dil mera bhi toh usi ka tha.